Usage of Sar-Anjaam in Urdu poetry

I found this persian word was used by all the poets of Bahadur Shah Zafar's time: 

Usage of Saranjaam by Ghalib:

Har zarra-e-khaak-am ze to raqsaan ba-hawaa'e ast
Deewanagi-e-shauq sar anjaam na-daarad.

[Meri khaak ka har zarra tere ishq men raqsaan (naachtaa) hai.
Deewanagi-e-shauq ka sar anjaam (end) nahin hota.]


Usage of Saranjaam by Insha (Insha Allah Khan from Lucknow):

nādāñ kahāñ tarab kā sar-anjām aur ishq
kuchh bhī tujhe shu.ūr hai ārām aur ishq


Usage of Saranjaam by Mir Taqi Mir
Jo yeh dil hai to kya sar anjaam hoga




Also see Alternative meaning for "Saranjaam Laag Bhavjal Taran Kai"







0 Comments